Quality Control Kaise kare
Quality control karane ke liye sabase pahale aap sabhi ko kuchh point ko samajhana hoga .https://www.technicalpankaj1996.blogpost.com/,
Quality control karane ke liye sabase pahale aapko ye dekhana hoga aapko kis field sector me quality control karna hai.
Niche kuchh point diye gaye hai usako samjahana aur us par kam karna hoga.
1) Machine ki production cycle time define kare.
2) Daily basis par Us machine ki productivity check kare .
3) Us machine par kam kar rahe Operator ki Productivity Ko check kare.☝
4) Daily Rejection data collect kare .
5) Daily rejection data maintain kare & usaka Analysis kare weekly basis par .
6) Pareto Analysis kare aur us product defect ko dekhe jo week me sabse jyade bar aaya hai .
7) Top Five defect ko le aur usaka 8D CAPA analysis kare aur usako shop floor par Implement kare.
Comments
Post a Comment